Pin It

ILM-E-GHAIB (PART 3)


Couch ModePrint
Image result for islamAye Nabi{sall’Allaahu ta’aalaa alaihi wa’ sallam} log apse Qayamat ke bare me sawal kaete hain ke iske aane ka waqt kaun sa hai? Kah dijiye: iska Elm to mere Rab hi ke pass hai wahiisse iske waqt par zhahir karega, Wo Aasman aur Zameen me bhari hadsah hogi- wo Qayamat tumhare pass achanak hi aayegi, wo log apse sawal karte hain Jaise aap iske waqt se Bakhubi waqif hain, Kah dijiye iska Elm to sirf Allah ke pass hai lekin aksar log nahi jante.
( *Surah-Al-Aaraaf, Aayat-no: 187 * ) 

Tasrih:- Allah ne apne Rasool{sall’Allaahu alaihi wa’sallam} ko hukum diya ke jab aap se Qayamat ke bare me pucha jaye to aap iska Elm ko Allah-Taala ki taraf lauta de kyon ke wahi isse iske waqt par zahir kar dega aur wahi pure taur seiske waqt ko janta he or iske siwa koi biisse nhi janta yani iska yaqini Elm na kisi Farishta ko hai na kisi Nabi ko, Allahke siwa iska Elm kisi ke pass nahi, wahi isko apne waqt par zahir farmaye ga. Iski puri tafseer le liye dekhe.

( Tafsir-ibn-Kathir,Al-Aaraf, Aayat-no,187 )

Tool to Insert codes in Comments : Convert My Code. Hide

Select to parse the code (not required if code is already parsed):

Translate

Search This Blog

Blog Archive

Trending Now

Page Visitors

Powered by Blogger.

Live Traffic Feed