Huzur (SAWS):
"If I had not found it hard for my followers or the people, I would have ordered them to clean their teeth with Miswak for every prayer"
Character of Huzur (SAWS):
"If a servant wanted his attention, Muhammad would get up and go to him before the servant could get to him""
Huzur (SAWS) treated the elderly with compassion& respect""
Huzur (SAWS) kept the good people around him& preached to the misguided with kindness"
Character of Huzur (SAWS)
-He smiled on happy occasions& never reacted with laughter.
-He walked on earth with humility,& with a down ward gaze
Huzur (SAWS) ne farmaya:
"Rahem kare ALLAH us shaks par jo Raat ko uth kar Namaz parhta hai, aur apni biwi ko Namaz ke liye jagata hai"
(Abu Dawood)
"Qayamat ke din Jahanamiyo ko sabse kam aazab yeh hoga ke aag ke Jute pahnaye jayege jinki garmi se uska dimag khoulta hoga"
(Muslim)
Jisko 3 Chizon Me Sukun Na Ho Us Par ALLAH Ki Rehmat Ke Darwaje Band Ho Gaye Hain:
1- Quran Ki Tilawat
2- Namaz
3- Zikr Ke Waqt
"Jab Tumhare Dil Me Kisi Ke Liye Nafrat Paida Hone Lage To Fauran Uski Achchaiyon Ko Yaad Karne Lag jao"
(Hazrat Ali)
"JAB Ajnabi Mard Aur Ajnabi Aurat Tanhai Me Ek Saat HoTo Unme Tisra Shaitan Hota Hai"
>Tirmizi,JILD:1, HADIS NO.1171.
Gusse ko Dur karne keliye Cheeni (Sugar) par 1 bar 21 din tak Sura Al- Imran (134) ki 134 Ayat ('Wal kaazimena' se) Padhain aur Pilaen
"Aur Khuda Se Dua Karo Ke Mere Parwardigar Mujhe Bakhash De Aur Mujh Par Rehem Kar Aur Tu Sab Se Behtar Rehem Karne Wala Hai.
(23:118)
H.Jabir Bin Abdullah(R):
"Huzur (SAWS) Sahaba ko Tamam Kaamu mai Istekhara Etni Ehmiyath se Sikatethe Jaise Quran Ki Taleem Dete the"
(Tirmizi)
"Knowledge and practice are twins, and both go together. There is no knowledge without practice, and no practice without knowledge."
H.Ali (R)
Huzur (SAWS):
"Nobody has ever eaten a better meal than that which one has earned by working with one's own hands".
(Bukhari 3:286)
Huzur (SAWS) :
"A time will come when one will not care how one gains one's money, legally or illegally."
(Bukhari 3:275)
"Aur Allah hargiz kisi shakhs ko muhlat nahen deta jab us ki moat ka wakt ajata hai, aur Allah un kaamon se khoob aagah hai jo tum karte ho.
(63.11)
"Jo Aurat Ettar aur Khushbu laga kar Mard ke pass se guzre, ta ke mard uski khushbu mahsus kare, wo Zina karne wali Aurat hai."
(NASAEI)
"Qiyamat mai sab se pehle Namaz ka Hisab hoga, Agar wo Achchi huwi toh baqi sab Aamal Achche honge, agar wo kharab toh sab kharab".
(TABRANI)
"Jo shakhs Neki ka hukum nai deta,aur Buraai se nai rokta woh ALLAH se elaan e jang karta hai"
"Jo shakhs ALLAH ke kaamon main lag jata hai,ALLAH is ke kaamon main lag jata hai."
"Jin ko Sajdun Mai RONE ki AADAT ho Wo Khabi MUQADDAR Per nahin ROT"
"Logon ko utni jaldi maff kar diya karo jitni jaldi tum ALLAH say muaafi ki umeed rakhte ho".
H.UMAR (R)
Har Farz Namaz ke baad Astaghfirullah 3 bar padke ae dua padhen:
"Allahuma antas salam wa minkas salam tabarakta ya zal jalali wal ikram"
Huzur (SAWS):
"Offer some of your prayers (Nawafil) at home, and do not take your houses as graves."
(Bukhari:1:8:424)
Sahaabah (r.a) used to pray eclipse prayer as they believed that if indeed the Hour had come, they would not then be counted negligent of their prayer
Huzur (SAWS):
4 things that bring / increase the Rizq.
-Staying up in the night for prayers.
-Excessive Repentance.
-Regular Charity.
-Zikr.
Part1:
Huzur (SAWS) :
4 things that dry the face& take away its happiness
-Lying
-Being disrespectful /impudent (insisting on something wrong knowing
-Arguing without adequate knowledge& Information.
-Excessive immorality (doing something wrong without fear)
Huzur (SAWS):
4 things that destroys the body:
1) Worrying
2) Sorrow (Sadness/Grief)
3) Hunger
4) Sleeping late in the night
Huzur (SAWS):
4 things that make ur body sick:
Excessive talking
Excessive sleeping
Excessive eating and
Excessive meeting other people"
Us shaksh se zyada zaalim aur kaun ho sakta hai k jiske saamne uske rab ki aayat padhi jaye aur wo us se muh mode."
(Surah Sajda 32.22)
"Allahumma ajirni minannar"
Jo shaks magrib ki namaz ke baad kisi se baat karne se pehle 7 bar ae dua padle toh jahnam se mehfuz hojata hai
(Dawood)
"Allahumma ajirni minannar" Jo shaks magrib ki namaz ke baad kisi se baat karne se pehle 7 bar ae dua padle toh jahnam se mehfuz hojata hai. (Dawood)
"Al-Hameed" If you recite this name of Allah in seclusion 93 times for 45 , all your evil habits and bad qualities will change into good habits."
Al-Ghaffaar" If you recite this name of Allah 100 times after Jumma Salaah (prayer), you will soon begin to perceive Allah's forgiveness.
Mas'alah:
"Weekly removal of pubic and under-arm hair is superlative (afdhal). Every 15 is considered average& 40 is the point of extremity.
Hazrat Zaid bin Arqam (RA) narrates that he heard Huzur (SAWS) saying:"Those who do not trim the moustache are not from amongst us."
[Ahmed, Tirmizi]
"Padosi k sath Achcha Suluk kro Pakke Momin Ban Jawoge.
Apne liye Jo Pasand krte ho Dusraun k liye Bhi Pasand kro Kamil Muslim ban jawoge"
"Huzur (S.A.W) Ne Farmaya Aksar Azab-E-Kabr Peshab Ke Chitoon Se Na Bachne Par Hota Hai".
(Hakim)
"Jab tum bimar k pas jawo to usse kaho k wo tumare liye dua kare, kyun K uski Dua Faristaun ki Dua ki Tarah (Qabul hoti) hai."
(IBNE.MAJA)
"Salam ko phailao, Salamati me rahoge" Salam Karne ke 3 fayde hain: Aapas me mohabbat badti hai Ghar me barkat hoti hai Akhirat me Jannat milti hai
Dua for forgiveness"Allahumma innaka afuwwun tuhibbul afwa fa'afu anni"
Trans: O Allah! You are forgiving, and you love forgiveness. So forgive me.
Huzur (SAWS) :
"Jo Aadmi ya aurat Allah se ek din mein 70 martaba astagfar karta hai Allah us ke 700 Gunah Maaf farma deta hai"."
Jab tum kisi mareez ki ayadat ko jao to uss se apney liye dua ki darkhawast karo, Mareez ki dua aisi hai jaisey farishton ki Dua"
(Ibn-e-Maja)
"Her giz aise shakhs ki dosti Ikhtiyar na karo Jo tumhari buraiyon ko yaad rakhe aur Tumhari khubiyon ko bhool Jaaye."
--Hazrat Ali (R)
"Jab tum kisi Insaan ki tabiat Parakhna chahete ho to us se Mashwara lo. Yaqinan tum us k Mashware se uska Insaf, Zulm or Badi sab jaan jaoge.
""Kaamyabi ko dimaagh men aur Nakami ko dilme Jagah na dena Q k Kamyabi dimaagh men takabbur aur Nakami dilme mayusi paida kar deti hai."
-H.Ali (R)
"Hazrat Umar bin khatab (razi) farmate hain jo Namaz na padhe uska Islam mai koi hissa nahi"
(Bukhari)
"The namaaz and ibaadat of a woman disobedient to her husband do not reach heaven."
"A chaste woman who is mindful of namaaz and roza, also makes khidmat for her husband, for her all the 8 doors of jannat are opened""If a woman dies within 40 after giving birth, Allah Taalah gives her the status of shahaadat (she dies as a shaheed)."
"When a husband and a wife look at each other with love and affection, Allah Paak himself looks at both of them with love and affection."
Huzur (SAWS):
"Logon me sabse saqt azaab waale qayaamat k din tasveer banaane waale honge"
(BUKHARI, MUSLIM, AHMED)
Huzur (SAWS) :
"Jo shaqs kisi nujoomi (Astrologer) k paas aaye aur isse koi baat daryaaft kare to uski 40 din tak koi namaz qubool nahi ki jaati"
(MUSLIM)
We will test you with a certain amount of fear and hunger and loss of wealth and life and fruits. But give good news to the steadfast(Qur'an, 2:155)
Huzur (SAW):
"None of you [truely] believes until he wishes for his brother what he wishes for himself."
(Bukhari)
Nabi (saw):
Aashooraa ke din Roza rakne se, mein umeed karta hun ki ALLAH ise kaffara ki tor par kabul farmayega guzre hue sal ke liye. [Muslim,1976]
"If I had not found it hard for my followers or the people, I would have ordered them to clean their teeth with Miswak for every prayer"
Character of Huzur (SAWS):
"If a servant wanted his attention, Muhammad would get up and go to him before the servant could get to him""
Huzur (SAWS) treated the elderly with compassion& respect""
Huzur (SAWS) kept the good people around him& preached to the misguided with kindness"
Character of Huzur (SAWS)
-He smiled on happy occasions& never reacted with laughter.
-He walked on earth with humility,& with a down ward gaze
Huzur (SAWS) ne farmaya:
"Rahem kare ALLAH us shaks par jo Raat ko uth kar Namaz parhta hai, aur apni biwi ko Namaz ke liye jagata hai"
(Abu Dawood)
"Qayamat ke din Jahanamiyo ko sabse kam aazab yeh hoga ke aag ke Jute pahnaye jayege jinki garmi se uska dimag khoulta hoga"
(Muslim)
Jisko 3 Chizon Me Sukun Na Ho Us Par ALLAH Ki Rehmat Ke Darwaje Band Ho Gaye Hain:
1- Quran Ki Tilawat
2- Namaz
3- Zikr Ke Waqt
"Jab Tumhare Dil Me Kisi Ke Liye Nafrat Paida Hone Lage To Fauran Uski Achchaiyon Ko Yaad Karne Lag jao"
(Hazrat Ali)
"JAB Ajnabi Mard Aur Ajnabi Aurat Tanhai Me Ek Saat HoTo Unme Tisra Shaitan Hota Hai"
>Tirmizi,JILD:1, HADIS NO.1171.
Gusse ko Dur karne keliye Cheeni (Sugar) par 1 bar 21 din tak Sura Al- Imran (134) ki 134 Ayat ('Wal kaazimena' se) Padhain aur Pilaen
"Aur Khuda Se Dua Karo Ke Mere Parwardigar Mujhe Bakhash De Aur Mujh Par Rehem Kar Aur Tu Sab Se Behtar Rehem Karne Wala Hai.
(23:118)
H.Jabir Bin Abdullah(R):
"Huzur (SAWS) Sahaba ko Tamam Kaamu mai Istekhara Etni Ehmiyath se Sikatethe Jaise Quran Ki Taleem Dete the"
(Tirmizi)
"Knowledge and practice are twins, and both go together. There is no knowledge without practice, and no practice without knowledge."
H.Ali (R)
Huzur (SAWS):
"Nobody has ever eaten a better meal than that which one has earned by working with one's own hands".
(Bukhari 3:286)
Huzur (SAWS) :
"A time will come when one will not care how one gains one's money, legally or illegally."
(Bukhari 3:275)
"Aur Allah hargiz kisi shakhs ko muhlat nahen deta jab us ki moat ka wakt ajata hai, aur Allah un kaamon se khoob aagah hai jo tum karte ho.
(63.11)
"Jo Aurat Ettar aur Khushbu laga kar Mard ke pass se guzre, ta ke mard uski khushbu mahsus kare, wo Zina karne wali Aurat hai."
(NASAEI)
"Qiyamat mai sab se pehle Namaz ka Hisab hoga, Agar wo Achchi huwi toh baqi sab Aamal Achche honge, agar wo kharab toh sab kharab".
(TABRANI)
"Jo shakhs Neki ka hukum nai deta,aur Buraai se nai rokta woh ALLAH se elaan e jang karta hai"
"Jo shakhs ALLAH ke kaamon main lag jata hai,ALLAH is ke kaamon main lag jata hai."
"Jin ko Sajdun Mai RONE ki AADAT ho Wo Khabi MUQADDAR Per nahin ROT"
"Logon ko utni jaldi maff kar diya karo jitni jaldi tum ALLAH say muaafi ki umeed rakhte ho".
H.UMAR (R)
Har Farz Namaz ke baad Astaghfirullah 3 bar padke ae dua padhen:
"Allahuma antas salam wa minkas salam tabarakta ya zal jalali wal ikram"
Huzur (SAWS):
"Offer some of your prayers (Nawafil) at home, and do not take your houses as graves."
(Bukhari:1:8:424)
Sahaabah (r.a) used to pray eclipse prayer as they believed that if indeed the Hour had come, they would not then be counted negligent of their prayer
Huzur (SAWS):
4 things that bring / increase the Rizq.
-Staying up in the night for prayers.
-Excessive Repentance.
-Regular Charity.
-Zikr.
Part1:
Huzur (SAWS) :
4 things that dry the face& take away its happiness
-Lying
-Being disrespectful /impudent (insisting on something wrong knowing
-Arguing without adequate knowledge& Information.
-Excessive immorality (doing something wrong without fear)
Huzur (SAWS):
4 things that destroys the body:
1) Worrying
2) Sorrow (Sadness/Grief)
3) Hunger
4) Sleeping late in the night
Huzur (SAWS):
4 things that make ur body sick:
Excessive talking
Excessive sleeping
Excessive eating and
Excessive meeting other people"
Us shaksh se zyada zaalim aur kaun ho sakta hai k jiske saamne uske rab ki aayat padhi jaye aur wo us se muh mode."
(Surah Sajda 32.22)
"Allahumma ajirni minannar"
Jo shaks magrib ki namaz ke baad kisi se baat karne se pehle 7 bar ae dua padle toh jahnam se mehfuz hojata hai
(Dawood)
"Allahumma ajirni minannar" Jo shaks magrib ki namaz ke baad kisi se baat karne se pehle 7 bar ae dua padle toh jahnam se mehfuz hojata hai. (Dawood)
"Al-Hameed" If you recite this name of Allah in seclusion 93 times for 45 , all your evil habits and bad qualities will change into good habits."
Al-Ghaffaar" If you recite this name of Allah 100 times after Jumma Salaah (prayer), you will soon begin to perceive Allah's forgiveness.
Mas'alah:
"Weekly removal of pubic and under-arm hair is superlative (afdhal). Every 15 is considered average& 40 is the point of extremity.
Hazrat Zaid bin Arqam (RA) narrates that he heard Huzur (SAWS) saying:"Those who do not trim the moustache are not from amongst us."
[Ahmed, Tirmizi]
"Padosi k sath Achcha Suluk kro Pakke Momin Ban Jawoge.
Apne liye Jo Pasand krte ho Dusraun k liye Bhi Pasand kro Kamil Muslim ban jawoge"
"Huzur (S.A.W) Ne Farmaya Aksar Azab-E-Kabr Peshab Ke Chitoon Se Na Bachne Par Hota Hai".
(Hakim)
"Jab tum bimar k pas jawo to usse kaho k wo tumare liye dua kare, kyun K uski Dua Faristaun ki Dua ki Tarah (Qabul hoti) hai."
(IBNE.MAJA)
"Salam ko phailao, Salamati me rahoge" Salam Karne ke 3 fayde hain: Aapas me mohabbat badti hai Ghar me barkat hoti hai Akhirat me Jannat milti hai
Dua for forgiveness"Allahumma innaka afuwwun tuhibbul afwa fa'afu anni"
Trans: O Allah! You are forgiving, and you love forgiveness. So forgive me.
Huzur (SAWS) :
"Jo Aadmi ya aurat Allah se ek din mein 70 martaba astagfar karta hai Allah us ke 700 Gunah Maaf farma deta hai"."
Jab tum kisi mareez ki ayadat ko jao to uss se apney liye dua ki darkhawast karo, Mareez ki dua aisi hai jaisey farishton ki Dua"
(Ibn-e-Maja)
"Her giz aise shakhs ki dosti Ikhtiyar na karo Jo tumhari buraiyon ko yaad rakhe aur Tumhari khubiyon ko bhool Jaaye."
--Hazrat Ali (R)
"Jab tum kisi Insaan ki tabiat Parakhna chahete ho to us se Mashwara lo. Yaqinan tum us k Mashware se uska Insaf, Zulm or Badi sab jaan jaoge.
""Kaamyabi ko dimaagh men aur Nakami ko dilme Jagah na dena Q k Kamyabi dimaagh men takabbur aur Nakami dilme mayusi paida kar deti hai."
-H.Ali (R)
"Hazrat Umar bin khatab (razi) farmate hain jo Namaz na padhe uska Islam mai koi hissa nahi"
(Bukhari)
"The namaaz and ibaadat of a woman disobedient to her husband do not reach heaven."
"A chaste woman who is mindful of namaaz and roza, also makes khidmat for her husband, for her all the 8 doors of jannat are opened""If a woman dies within 40 after giving birth, Allah Taalah gives her the status of shahaadat (she dies as a shaheed)."
"When a husband and a wife look at each other with love and affection, Allah Paak himself looks at both of them with love and affection."
Huzur (SAWS):
"Logon me sabse saqt azaab waale qayaamat k din tasveer banaane waale honge"
(BUKHARI, MUSLIM, AHMED)
Huzur (SAWS) :
"Jo shaqs kisi nujoomi (Astrologer) k paas aaye aur isse koi baat daryaaft kare to uski 40 din tak koi namaz qubool nahi ki jaati"
(MUSLIM)
We will test you with a certain amount of fear and hunger and loss of wealth and life and fruits. But give good news to the steadfast(Qur'an, 2:155)
Huzur (SAW):
"None of you [truely] believes until he wishes for his brother what he wishes for himself."
(Bukhari)
Nabi (saw):
Aashooraa ke din Roza rakne se, mein umeed karta hun ki ALLAH ise kaffara ki tor par kabul farmayega guzre hue sal ke liye. [Muslim,1976]
Prophet (SAWS) said:
The best of the actions is to love for the sake of Allah and to hate for the sake of Allah.
(Abu Dawud)
"Az-Zaarr"
If you recite this name of Allah 100 times on the eve of Friday, Allah will safeguard you against all physical and spiritual calamities
Huzur (SAW):
"Namaz mein apni safon ko sidha kar liya karo, kyu ki sidhi saf sahi namaz ka hisa hai."
(Muslim:4:871)
Huzur (SAW):
"Jo shaqs mujh per jaan boojh kar jhoot kahe isko chahiye ke apna thikana dozaq mai banale"
(Bukhari, Muslim)
Huzur (SAW) ne us shaks ke liye dua ki hai jo khrid frokhat aur apne paise vapas lene mein logo se pyaar aur achi zubaan se baat karta hai
(Bukhari)
Huzur (SAW):
"Jisne meri sunnat se mohabbat ki, goya usne mujhse mohabbat ki aur jisne mujhse mohabbat ki wo mere saath jannat me hoga."
(Tirmizi)
Huzur (SAW):
Jis khane par"BISMILLAH" na padhi jaye shaitan ke liye woh khana halaal ho jata hai.
(Muslim)
"Galti har insaan se hoti hai lekin behtareen galti karne wala woh shaks hai jo galti ke baad tauba karle".
(Ibn- e-maaja:4251)
5 baatain jis se DIL jurte hai.
1.Salaam karna
2.Ikram karna
3.Hadeeya dena
4. Naam lekar dua karna
5.Peeth pichhe taareef karna
"aur jinko tum allah ke siva pokarteho vo tumhari na madad ki takat rakte hain aur na khud apni hi madad karsakte hain"
[Quran7:197]
"Agar namaaz shuru ho jaaye,uske liye dhodo math,aaraam se chalo aur itna mile utna namaaz pado aur jo choot gaye usko poora karo"
[BUKHARI]
Huzur (SAW):
Hasad / jalan se bacho, kyunki Hasad Nekiyon ko iss tarah kha jaati hai, jaise Aag lakdi ko.
(Dawood)
Jab Quran tumhare samne padha jai to use Tawajjo ke sath suno, Aur khamosh raho, Shayad tum par bhi Rahmat hojai (Quran 7:2)
Munafiq ki 3 nishaniya
1 jab baat kare to jhut bole
2 jab wada kare to toud de
3 jab is ke pas amanat rakhe to khayanat kare (Bukhari)
Ayesha Raziallahu anha says,"
The drink most liked by Rasoolullah sallallahu alaihe wasallam was that which was sweet and cold."
Dua before removing clothing at the time of sleeping,changing:
"Bismillahillazi lailaha illahu"
In the name of Allah,apart frm whom there is no lord
Huzur (SAW):
"Subhanallah Alhamdulillah Walailaha illalahu wallahuakbar"
Kehna mujhe har is cheez se ziyada mehboob hai jis par suraj tulu hota hai.
Dua at the time of drinking Zam-Zam Water:
"Allahumma inni as'aluka ilman naif- an wa rizqan wasi an wa shifa-an min kulli da".
"Prophet(pbuh) used to like to start from the right side as far as possible in Combing& in Performing ablution".
[Bukhari B7:V72:H810]
"Tumhare nafso'n ki JANNAT ke siwa koi aur qeemat nahi, lihaza is ko Jannat ke alawa kisi aur cheez ke badle me (hargiz) na becho."
-H.Ali
"Al-Ghafoor"
(The Forgiving) If you recite this name of Allah frequently, all your maladies, sorrow and grief will be removed. Insha-Allah
Ey emaan waalo!Tum rukoo karte raho aur sajdah karte raho,aur apne Rab ki ibaadat karte raho aur naik kaam keeye jao taake tum falah paa sako(22:77)
Kiyu azaab dega tumhe ALLAH agar tum shukr karo aur imandar bane raho aur ALLAH hai Qadardaan jannewala.
(Quran 4:147)
Masjid mai Jane ki Dua:
"Allaahum-maf-Tahlee Abwaaba Rahmatika"
(O Allaah, open the doors of Your Mercy for me)
Masjid mai jane ke 5 sunnat:
1.Seedha pair rakna (Right Leg)
2.Bismillah Kehna
3.Darood Padna
4.Masjid mai Jane ki Dua Padna
5.Itikaaf ki Niyat Karna."
Jisne tabeeb (doctor) se apni bimari chhupayi, usne apne jism ke saath khayant ki."
-H.Ali
"Jo koi raat ko sone se pehle 3 baar Sure Ikhlaas (Qulho Wallaho Ahad) padhe, to Allah 50000 farishte bhejega jo us raat uski hifaazat karege".
Huzur (SAW):
"Jo koi sone se pehle Sure Takaasur (sura no. 1) ki tilawat karega, wo kabr ki takleef se mehfooz rahega".
"Al-Waliyy"
If ur wife is of ill character, recite this name of Allah constantly in her presence. She will soon become of good character. Insha-Allah
"Char cheez Jannat ki taraf bulati hai:
Musibat ko chhupana,
chhupakar sadqa dena,
waledain se neki,
aur bahut zyada 'La ilaha Illallah' kehna"
-H.Ali
Paaki k baghair namaz qubool nahi ki jaati aur na haraam maal se sadqa qubool kiya jaata hai
(Muslim,Tirmzi,Ibn Majah,Musnad Ahmed)
"Ai logo'n! Jab kabhi tum kuch sikho to us par amal karo, taaki tumhe hidaayat haasil ho."
-H. Ali (R)
Jo koi raat ko sone se pehle 3 baar Sure Ikhlaas (Qulho Wallaho Ahad) padhe,to Allah 50000 farishte bhejega jo us raat uski hifaazat karege.
-H.Ali(R)
"Allah ke 99 naam hai, jo koi usay in namo'n se pukarega uski Dua mustajab hogi aur jo koi inhe yaad karega wo Jannat me daakhil hoga."
Huzur (SAW):
"Libaas Ki Saadgi Imaan Ki Alamatoon Main Say Aik Alamat Hai.
""Dua Kay Siwa Koi Cheez Taqdeer Kay Faislay Ko Radd Nahin Kar Sakti."
Huzur (SAW):
"Naiki Kay Siwa Koi Cheez Umar Ko Nahiin Badha Sakti."
"Allah Uss Shakhs Ko Abaad Rakhta Hai Jo Hadees Sun Kar Dosroon Ko Pohonchata Hai
Huzur (SAW):
"Jab tak momin 5 waqt ki namaz ko pabandi se waqt par padhta hai to shaitan us say khauf- zada rehta hai (Darta hai)".
"Sabr imaan ke liya aisa hai jaise jism ke liye sir, jiske paas sabr nahi hai uske paas imaan nahi hai".
Huzur (SAW):
Wo jo kisi jaadugar,ojha,kaazib ke paas jaata hai aur uske kahe ko sach qaraar deta hai,wo Allah ki sab kitabon ki nazar me KAAFIR ho gaya
Huzur (SAW):
"Jo koi 'Subhanallah' kahega Allah uske liye Jannat me har tarah ke fal (fruit) wale 10 darakht lagayega".
Hadis:
"Logon par ek aisa zamana aega jab koi es baat ki parwah na karega ke us ne jo mal hasil kiya hai halal hai ya haraam".
>Bukhari
"GALTI Har Insaan Se Hoti Hai Lekin BEHTARIN GALTI Karnewala Wo Shaks Hai Jo GALTI Ke Baad Tauba Karle"
(Ibne Majah, Hadees No.4251)
Huzur (SAW) said:
When the Ten (of Dhul-Hijjah) start,& one of u intends to sacrifice, then let him Not cut his Hair or his Nails.
[Muslim 1977]
Huzur (SAW) said:
"Whoever misses the 'Asr prayer (intentionally) then it is as if he lost his family and property."
[Bukhari 1:10:527]
Buy a Miswaak today for urself& for ur family& Please start using Miswaak from today. Ek Sunnath Zinda karne se 100 Shahidon ka sawab milta hai. The greatest benefit of using miswaak is gaining the pleasure of Allah. The reward of Namaz is multiplied 70 times if Miswaak was used before it.
Advantages of the Miswaak:
Sharpens the memory Cure for illness Cure for headaches strengthens the eyesight assists in digestion clears the voice Assalam alikum, Miswaak is Sunnat& has many benefits. Please start using Miswaak, If u are using then ask ur frnds n relatives to use Miswaak.
Huzur (SAW) said:
"Four things are amongst the practices of the Ambiyaa —circumcision, application of perfume, Miswaak and marriage".
(TIRMIZI)
Abu Hurairah(R):
"I hav used the Miswaak before sleeping, after rising, before eating and after eating, ever since I heard Huzur (SAW) advising so".
Dua upon exiting home:
Bismillahi tawakkaltu alallahi wala hawla wala quwwata illa billah.
(One should exit with the left foot first)
Ash-Shakoor
If u recite this name of Allah 41 times while facin any difficulties (financial, physical, spritual, mental) Allah wil grant deliverance soon
Huzur (SAW):
"The best of the actions is to love for the sake of Allah and to hate for the sake of Allah."
(Dawud 40.4582)
"Al-Khabeer"
If you recite this name of Allah continually for seven , you will begin to perceive hidden secrets. Insha- Allah
Huzur (SAWS):
Logon par ek aisa zamana aega jab koi es baat ki parwah na karega ke us ne jo mal hasil kiya hai halal hai ya haraam.
Huzur (SAW):
Allah has forgivn for my ummah that which is whispered to them& which crosses their minds,so long as they do not act upon it or speak of it
Huzur (SAW):
1)"Dua hi Ibaadat hai".
2)"Dua har museebat ko rokne waali hai".
(Mishkaat, Tirmzi)
Huzur (SAW):
"Jo aadmi astaghfaar karta rehta hai Allah us ke liye har thangi aur najaat k raaste nikal dete hai".
(Musnad Ahmed, Abu Dawood, Ibn Majah)
"Agar ek shaks ke paas bahut se rupea ho aur wo inko takseem karraha ho aur dusra shaks Allah ke zikr mai mashgul ho toh Zikr karne wala afzal hai"
Huzur (SAW):
"Baat karne se pehle salaam karo". (Bukhari)
"Jo shaqs koi cheez chheen kar le wo hum (Musalmano) me se nahi".
(Tirmzi)
Huzur (SAW):
"Jo shaqs Ilm haasil karne ke liye raasta iqtiyar kare to Allah Ta'ala jannat ka raasta iske liye aasaan kar dete hain".
(Abu Dawood)
HADEES:
Momin apne Achche Akhlaq ke zariye se Roza rakhnewale Aur Raat bhar Ibaadat karnewale ke darje ko haasil kar leta hai.
>Abu Dawood<
Huzur (SAWS):
"He who truly believes in Allah and the Last Day should speak Good or keep silent".
(Muslim)
Prophet (SAWS) said,"A true good dream is from Allah, and a bad dream is from Satan."
(Saheeh Bukhari Vol 9, Book 87, Hadith 113.)
Huzur (SAWS):
"If two Muslims meet, shake hands, praise Allah, and ask Him for forgiveness, they will be forgiven.
(Abu Dawud Book 36, Hadith 5192.)
Huzur (SAWS):
"ALLAH uske Chehre ko Taro-Taza rakhte hain, Jisne Meri Baat ko suna, Yaad kiya& Aage Pahuncha diya."
(Muslim)
Hadees:
"JIS WAQT TUM GHAR ME DAKHIL HO (ANDAR JAO) APNE GHAR WALON KO SALAAM KARO AUR JAB APNE GHAR SE NIKLO TO SALAAM KE SAATH RUKHSAT HO".
HADEES:
"Koi Mard Kisi Mard Ke Satr Par Nazar Na Daale"
Aur"Koi Aurat Kisi Aurat Ke Satr Par Nazar Na Daale"
(Mishkat)
Huzur (SAWS):
"Qur'an ki tilaawat behtareen ibadat hai."
(Tirmzi)
"Achhi baat karna neki hai." (Bukhari)
Huzur (SAWS) :
"Jo badon ki izzat nahi karta wo hum me se nahi" (Tabarani)
Huzur (SAWS) :"Jhoot rizq ghataa deta hai"
(Musnad Ahmed)
Huzur (SAWS) :
"Whenever you hear the Adhan(Azan), say what the Mu'adhdhin (mouzin) is saying.
[Bukhari 1.585]
Allah ke nazdeek sabse pasandida dua:
"Subhaanak Allaahumma wa bihamdika wa tabaarakasmuka wa ta'aalaa jad-duka wa laa ilaaha ghayruk".
Huzur (SAWS) :"When one eats then he should eat with the right hand and when one drinks then he should drink with the right hand"
[Bukhari]
Huzur (SAWS) :
"Allah tala raat ke aakhir hisse mai bande se bahut ziyada kharib hote hain,agar tum se hosake toh iss waqt Allah tala ka zikr kiya karo"
Part 2:
toh ise 12 saal ki ibadat ke barabar sawab milta hai." (Tirmizi) (Magrib ki Namaz ke baad, Nafil namaz 2+2+2=6)
Part1:
Huzur (SAWS) :"Jo shaks magrib ki namaz ke baad 6 rakatian is tarha padta hai ke inke darmiyan koi fuzul baat nahi karta toh.....
"Dil mai aur Chehre par Noor paida karne keliye Sura Noor(24) ayat no.35 ko rozana ek martaba apne upar padkar phook lain."
Huzur (SAWS) said:
"The one who tells another about something good is like the one who does it."
[Muslim 1893]
Huzur (SAWS) said:
"Whoever misses the 'Asr prayer (intentionally) then it is as if he lost his family and property."
(Bukhari 1:10:527)
Huzur (SAWS) said,"Whenever anyone of you drinks water, he should not breathe in the drinking utensil." (Bukhari)
Kafir Ke Kufur Se Nafrat Wajib
Or Kafir Se Nafrat Haraam
Gunah Se Nafrat Wajib
Gunah Gar Se Nafrat Haraam
Naik Ban Na Farz Or Apne Ko Naik Samajhna Haraam
Q: GUSL ME KITNE FARAIZ HAI?
A: 3 FARAIZ HAI
1)KULLI KARNA
2)NAAK ME PANI DALNA
3)PURE JISM PAR PANI DALNA K 1 BAAL BHI SUKHA NA RAH
Huzur (SAWS) :
"Tamam Azkar (zikr) mai afzal"LA ILAHA ILL ALLAH" Aur Tamam Duan mai Afzal"MUHAMMADUR RASOOL ALLAH" hai."
'Illaa Rahmatam-mir-Rabbika 'inna Fazlahuu kaana 'alyka kabiiraa"(17:87)
Ghum/Pareshani/Kharab Maali halat ko duur karne keliye ae Ayat Padte Rahain
"- AL-MU'IZ -"
If u recite this name of Allah 40 times after Maghrib Namaz on every Monday& Friday, Allah wil grant u honor& reverence. Insha-Allah
Dua- Parents Key Liye:
"RABBIR HAM HUMA KAMA RABBA- YANEE SAGHEERA"(17:24)
"Lord be merciful to them for they hav brought me up in my childhood"
Huzur (SAWS) :
"Jo Logon ka Shukr Adaa Nahi Karta Wo Allah Tala ka bhi Shukr Adaa nahi karta".
(Abu Dawood)
"Al-Qahhaar"
If u recite this name of Allah continually,Allah wil free u frm the lov of this World& instead,Allah's lov wil becom inborn in ur Heart.
Part2:
-agar iss shaks ki AAMEEN Farishton ki AAMEEN ke Saat Miljati hai toh Iske Phechle Tamaam Gunah Maaf Hojate Hain".
(Bukhari)
Part1:
Huzur (SAWS) :
"Jab Tum Maise Koi (Sura Fateha ke Aakhir Mai) AAMEEN kehta hai toh issi Waqt Farishte Aasman par AAMEEN kehte hain, agar....
"Ai logo'n! Jab kabhi tum kuch sikho to us par amal karo, taaki tumhe hidaayat haasil ho."
(Hazrath Ali (R.A))
Part2:
"Allah Tala isko kissi aaisi ibadath ki toufeeq ata farmata hai jis ki Lazzath (Taste) isko mehsoos hoti hai".
(Miskwat)
Part1:
Huzur (SAWS) :
"Jab Aadmi ki Nazar Kisi Aurat ke Husn par Padjaye aur wo Fauran apni Nazar ko Isse Hatale toh Allah Tala isko kissi...
"Sab se bada aib ye hai k tum un baton ko doosro'n k liye aib qaraar do jo tum mein khud maujood ho".
(Hazrath.Ali (R.A))
Ash-Shakoor
If u recite this name of Allah 41 times while facing any difficulties (financial,physical,spritual,mental) Allah wil grant deliverance soon)
Ghar ke Bahar Jate waqt ae Dua padain:
"Bismillahi tawakkaltu allallahi wala hawla wala quwwata illa billah"
One should exit with the left foot first
"Jab Koi Banda, Allah ki Niyamat Par ALHAMDU-LILLAH kehta hai to Allah usko isse Afzal Niyamat Ataa Farmata hai".
(Ibne Maja)
"AL A'FUWWU"
To get the blessings of Allah and to avoid sins, recite this name of ALLAH 12 times after every Farz Namaz.
"FITNO'N aur BIDA'TO'N ki alaamatei'n (nishani) NA BANO balke ehle jamaat ne jo kuchh tai kiya hai OOSI KE paaband raho".
(H.Ali)
Prophet (SAWS) said,"One who looks after the orphan whether he is his relative or not, I and he would be together in Paradise."
(Muslim)
DUAON ke QUBULIYAT ke AUQAAT (Timing)
1) FARZ NAMAZ ke baad
2) AZAN aur IQAMAT ke darMiyan
3) TAHAJJUD ke waqt
4) BARISH baraste waqt
5) SAFAR Me.
Dua To be recite when pain in eye:
"Allahumma matteni be basari waj al hul warisa minni wa arini fil aduwwi sari wansurni ala manzalamani".
"ALLAH kyoun tumhe azaab dega, agar tum SHUKRA GUZAAR aur IMAAN WALE raho. ALLAH qadardaan aur sab kuchh jaan ne wala hai.
[QURAN-4:147]
"Ek lukma haraam khane ka tark karna (bachna), Allah ko 1000 rakat mustahab namaz se zyada pasand hai".
(H.Abu Bakr Siddiq)
Huzur (SAW) said:
"When a man marries he has fulfilled half of the religion; so let him fear Allah regarding the remaining half"
[Tirmizi 36]
Nabi(SAW) used to teach his companions to perform a specific prayer, called Istikhara, whenever they had to make an important decision.
[Bukhari]
"Sabse badaa gunaah wo hai jiska karnewala oose chhota samjhe"."Jiski tamannaei'n zyada hogi, uska amal kharab ho jaayega".
(H.Ali)
Hadees:
"Jo Shaksh ILM E DIN Ki Talash Mea Hoga JANNAT Uski Talash Mein Hogi Aur Jo GUNAH Ki Talash Mein Hoga JAHANNUM Uski Talash Mein Hogi".
Agar namaz padhnewale ko ilm ho jaye ke kaisi rehmato'n ne usay gher rakkha hai to wo kabhi sajde se sar na uthaye.
(H.Ali)
Dua for security:
"Bismillahil-lazi la ya- zurru ma'smihi shay'un fil arzi wala fissamai wa-huwas sami'ul aleem"
(Read 3 times in morning& evening)
Huzur (SAWS) :
Maiyath ke saat 3 Chezen Jati hai, 2 Wapas Aajati hai, aur ek Saat Rehjati hai, Gharwale, Maal aur Aamal saat jate hai, Phir Gharwale aur Maal Wapas Jatahai, aur Aamal Saat Rahjata hai".
(Muslim)
Recite Surah al Ikhlas Surah al Falaq Surah an Nas - 3 times in the morning and evening. It will suffice for u against all evil things
(Mishkat)
Whoever said"Subhan-Allahi wa bihamdihi" hundred times in one day his sins are erased even if they are equal to the foam of the sea"
(Muslim)
"Aur zahiri aur poshida har tarah ke Gunah karna Chod do, Jo log Gunah karte hain wo anqarib apne kiye ki saza payenge."
(Sura Al-Anaam:120)
"Jis cheej ka tumhe yakin na ho uske piche na pada karo kyonki Qayamat ke din kaan, aankh aur dil se yakinan sawaal honge."
::Qur'an 17:36::.
ALLAH ke nazdeek sab se pasandeda amal waqt per namaz parhna, Aur walidain ke saath acha sulook karna hai.
(Bukhari 4:7534)
"Fa'inna Hasbaka Allahu Huwal-Lazi 'Ayyadaka Binasrihi Wa Bil-Mu'uminin"
(Quran 8:62)
Kissi Kaam mai Kamiyabi (Victory) keliye 7 bar padkar jayen.
Huzur (SAWS):
"Jo shakhs apne kaam se is liye palat aaye ke raaste me bad- Gumani (Bad Thoughts) ho gayi hai, to usne shirk kiya hai."
Ar-Rasheed"
If you recite this name of Allah daily, Allah will safeguard you against all mishaps and grant you financial progress. Insha-Allah.
Huzur (SAWS) :
"Kisi shaadi-shuda ki 2-rakat namaz, ek gair shaadi-shuda ki raat bhar ki ibaadat aur 1 din ke roze se behtar hai". Moazzin ki (azaan ki) awaaz par (namaz ke liye) daud padne se rozi badhti hai. Bila shubaa, aaj amal hai hisaab nahi aur kal hisab hoga amal nahi. (H.Ali)
Jo duniya ki khidmat karta hai duniya usay apna khadim bana leti hai& jo Allah Ta'la ki khidmat karta hai, duniya uski khadim ho jati hai.(H.Ali)
"Logon ke darmiyan aise raho ke agar aap mar jaate ho to wo aap par roye aur agar aap zinda ho to wo aap ke saath ke liye tarse".
(Hazrath Ali)
Jo shaks ek maaldar aadmi k paas agar sirf uski daulat ki wajah se jata hai aur uski izzat kartaHai,toWo apna do-tihaai(2-3rd)mazhab kho detaHai.(H.Ali)
Huzur (SAWS) :
"Jo shakhs is duniya me bade maze ke saath behuda baatein aur gaali galoch karta hai, jahannum mein uske mooh se puss aur khoon bahega.
" 4 cheez Jannat ki taraf bulati hai:
Musibat ko chupana, chupa kar sadqa dena, waledain se neki, aur bahut zyada 'LA ILAHA ILLA ALLAH' Padna.(H.Ali)
Huzur (SAWS) :
"Allah Tala Ki Mulaaqat ke liye Masjidon aur Khabron mai Tumhare liye sabse Behtareen Libaas Safaid (White) Libaas Hai"
(Bukhari)
Wahi hai jo apne bandon ki tobah qubool karta hai aur inke gunah maaf kardeta hai aur jaanta hai jo tum karte ho.
(Quran 42:25)
"Al-Awwal"
If you desire male children, recite this name of Allah 40 times daily for 40 , Allah will fulfill your desire. Insha- Allah
"Al-Baa'is" One who recites this name of ALLAH will gain the fear of Allah.
"Al-Ghaffar"
One who recites this name of ALLAH, his sins will be forgiven
Huzur (SAWS):
Tum maise koi shaks imaan wala Nahoga jabtak ke iske Dil mai apne Walidain aur apni Aulad aur Tamam logon se ziyada Meri Mohabath na hojaye.
Prophet Sallallahualaihi WA sallam said,"One amongst you should not enter into a transaction when another is bargaining."
[Muslim 10.3617]
"Ladka ya Ladki dena, Bimari ya Shifa dena, Izzat ya Zillat dena sab ALLAH ka Kaam Hai, kisi Nabi, Wali, Ghouse o Abdaal ya kisi Faqeer ka ye Kaam Nahi"
"Al-Quddoos"
If you recite this name of Allah Many Times everyday, Allah will cure you of all spiritual sickness. Insha-Allah
"Allah K Alaawa kisi aur ki ibadat karna ya kisi aur ko sajda karna shirk hai. Allah mushkil kusha aur hajat rawa hai, wo jo chahta hai wohi hota hai".
"Al-Muqtadir"
If u recite this name of Allah 20 times after waking up from sleep,Allah will ensure all ur tasks r fulfilled efficiently. Inshallah
IMAAN KYA HAI?
IMAAN ye hai k Huzur (S) ne Allah ki Tarafse jo batein hame batayi aur sikhayi hain,inko dil se sachcha jaane aur zabaan se iqrar kare
"Al-Zaahir"
One who recite this name of Allah 15 times after Friday prayer, will get divine light in his heart.
"Maasha allaho lahaula wala quwwata illa billahi"
-ko apni Dua mai padenge toh Inshallah Dua qubul hogi.
Rasulullah (SAWS) Said:
"The woman who passes away in such a state that her husband is pleased with her will enter jannah.
"
4 CHIZE MAQBUL HAI:
1)Zikr karne wali Zuban,
2)Shukr karne wala Dil,
3)Allah ke khauf se rone wali Ankhen,
4)Chupke se Zakat dene wale Hath.
Huzur (SAWS) ne farmaya:
"Yateem aur Ghulam ki Tum log apni Aulad ki tarah unki khatir karo aur unko wo khana khilao jo tum khate ho."
It is reported from Hazrat Ali (R),
Huzur (SAWS) said"Whosoever performs an Itikaf of 10 in Ramazan wil receive the reward of 2 Hajj& 2 Umrah."
Hadees:
Jo koi har Namaz ke baad AaytulKursi padhe, to usko Jannat me dakhil hone se Maut ke siwa koi cheez nahi rok sakti.
3 Chizen Insan Ko Allah Se Dur Karti Hai:
Apne Aamal Ko Zyada Samajhna.
Apne Gunahon Ko Bhul Jana.
Apne Aapko Sabse Behtar Samajhna.
-Hazrat Ali-
"Ramzan me Zikr karne wala Bakhsha (MAAF kiya) jata hai. Aur is Mahine me ALLAH se Mangne wala Be Muraad (NAKAM) nahi rehta."
(TABRANI)
Ae Dua Isha ke baad 100 bar padne se,har ranj aur ghum(Sadness) Dur honge"Wa 'Ufawwizu 'Amri 'Ila Allahi 'Inna Allaha Basirun Bil-'Ibadi"
(Quran40:44)
"When people see something objectionable and do not change it, Allah will soon include them all in His punishment."
[Tirmizi 5142]
"Aur kisi kaam ke bare mein yeh na kaha karo, ki main is ko kal karunga.Jab tak INSHA-ALLAH na kehdo"
(Quran18:23)
Huzoor (SAWS) ne fajr ki 2 rakat sunnat ke bare me irshad farmaya:
ye 2 rekaten mujhe saari dunya se ziyada mahboob hain.
(MUSLIM-1689)
Jab Banda dil me neki ka irada karta hai to iski neki lick lijati hai,aur agar burai ka irada kare tab tak nahi likhi jati jab tak is par amal na karle
"Aapas mein ek doosre ki geebat (burai) na karo, yeh apne mare hui bhai ka gosht khane ke barabar hai."
Qur'an 49:12
Agar Kissi Ko Aaisi Bimari hai Jo Samaj Mai Na Aaye Toh,Sura21 Ayat No.83 Ko Kasrath se padian
"Anni Massani Az-zurru Wa 'Anta 'Arhamu Ar- Rahimina"
Huzur (SAW) ne farmaya:
Dua me
"YA ZAL JALALI WAL IKRAM" ke Zariye Israr karo, yani Is lafz ko Dua me Bar Bar Kaho. (HAKIM)
"Ibadat Aisi karo Jisse Tumhari ROOH ko Maza aae, Kyun ke Jo Ibadat Duniya me Maza Na de Woh Akhirat me JAZA kya Degi."
-Hazrat Ali (R.A)-
Qayamat Ke Din 3 Aadmi Arsh Ke Saye me Honge:
1) Waqt Pe Namaz Padhne Wala
2) Ramzan Ke Roze Rakhne Wala
3) Maa Baap Ki Khidmat Karne Wale.
"Fuzul kharchi karne wale shaitan ke bhai hain, aur shaitan apne rab ka bahut na-shukra hai".
(Quran 17:27)
"Agar Tum Bade Bade Gunah se jin se tum ko mana kiya jata hai bacho ge,Toh Hum Tumare (Chote) Gunah maaf kardenge"
(Al.Nisa:31)
Huzur(SAW):
kya mai tmhe aise alfaz bataon joTum mushkil waqt Me bol sako joTumhe mushkil se Nikal de,wo yeh hain
"Allahu Allahu rabbi laa ushriku bihi shaia""
Jo Huzur (S.A.W.S) ki Khawb Mai Ziyarath ka Khawishmand ho, wo Raat ko Sote Waqt Sura Al-Ahzab(33) ki Ayat No.56 ko Padte rahain."
"Qayamat ke din badtarin hal me huga wo shaks jisne dosro ki duniya banane ki khatir apni akhirat barbad kardali".
(Mishkat)
"The young should greet the old, the passer by should greet the sitting one,& the small group of persons should greet the large group of persons".(Bukhari)
Huzur (S.A.W.S) said,"The prayer in congregation (JAMAAT) is twenty seven times superior to the prayer offered by person alone.
(Bukhari 11.618)
"Huzur (S.A.W.S) ne farmaya bina koi shak tum me se behtar wo shaks hain jo Quran sikhe aur dusro ko sikhaye".
(Bukhari)
"Do duaa to Allah wit this confidence that HE wil accept it& know this wel that Allah doesn't accept the dua done wit a negligent& careless heart.".
Huzur (S.A.W.S) said,"Lick the fingers and the dish. You don't know which part of meal has blessings".
(Muslim)
Aey iman walo! Allah Taalaa se daro aur jo sood baqi reh gaya hai woh chordo agar tum sach much iman wale ho.
(Quran 2.278)
JIBRAEL Said:
"Jo Aadmi Aap(S.A.W.S) par Darood Pak Bheje Ga Mai Uska Haath Pakd Kar Bijli Ki Tarha Pull-Siraat Se Guzaar Dunga".
"Allah Taalaa ki raah mai kharach karo aur apne haathon halakat mai na pado aur sulook-o-ehsan karo Allah Taalaa ehsan karne walon ko dost rakhta hai"
"The person who does not ask frm Allah Ta'ala,Allah Ta'ala becomes angry wit him."
"If U ask, ask Allah& if U seek help,seek help frm Allah"
(TIRMIZI)
Upon seeing first dates of the season:
Allahumma barik lana fi thamarina,wa barik lana fi madinatina, wa barik lana fi saa'ina,wa barik lana fi muddin
"Jo shaks islam ke siwa aur deen talash kare uss ka deen qabool na kiya jayega aur woh aakhirat mein nuksan paney walon mein hoga."
(Quran 3.85)
"Aey iman walo! Tum par roze rakhna farz kiya gaya jiss tarah tum se pehle logon par farz kiye gaye thay takay tum taqwa ikhtiyar karo".
(Quran 2:183)
Narated By 'Umar :
"The Prophet (SAWS) forbade praying after the Fajr prayer till the sun rises and after the 'Asr prayer till the sun sets. (Bukhari)
"Logon! Zamin mein jitni bhi halal aur pakeezah cheezen hain unhen khao piyo aur shetani raah per na chalo woh tumhara khula dushman hai"
(Quran 2.168)
Dua for Forgiveness:
"Allahumma maghfiratuka ausa-o min zunoobi wa rahmatuka arjaa indee min amali"."Miskeen par sadqah karna (sirf) sadqah hai aur rishte-daar par sadqah karna ka dohra (double) sawab hai, ek sadqay ka aur ek sila'rahmi ka".
> TIRMIZI
"Laro Allah ki raah mein unn say jo tum say lartay hain aur ziyadti na kero Allah Taalaa ziyadti kerney walon ko pasand nahi fermata".
(Quran 2.190)
"
"Aey iman walo! Sabar aur namaz kay zariye madad chahao Allah Taalaa sabar kerney walon ka sath deta hai".
(Quran 2.153)
Dua at the begining of Wazu:
"Allah humma inni auuzubika min hamazatish shayateene wa aoozubika Rabbe any-yahzuroon".
Prophet sallallahu alaihi wa sallm said"After every prayer say SubhanAllah 33 times Alhamdulillah 33 times Allah hu Akbar 34 times.
>Muslim
"Apni Namaaz na bahut Zor se padho aur na bilkul Khamoshi se, Balki uske Darmiyani Awaaz se padho"
"Haram se Bacho Tum Bade Ibadat karne wale Ban Jawoge. Allah ne Jo kuch diya hai Us par Raazi raho, Tum sab se Bade Maldar Ban Jawoge".
> TIRMIZI
"Tamam jaandaron say badtar Allah kay nazdik woh hain jo kufur keren phir woh eman na layen".
(Quran 8:55)
Dua for victory in any work/exam, read this dua 7 times before the work:
Fa Inna Hasbakallahu Huwallazi Ayyadaka Bi Nasrihi Wa Bil Muminina.
(Quran8:62)
The Prophet (P.B.U.H) said,"A time will come when one will not care how one gains one's money, legally or illegally.
Dua to protect Frm life-threatening illnesses(Swine Flu):
ALLAH HUMMA INNI AA-OOTHU BIKA, MINAL JUNOO-NI, WAL JUTHAAMI, WAL BARASI, WA SAY'YI-IL ASQAA
Dua when looking in the mirror:
"Al- hamdulillah, allahumma kama hassanta khalqi fahassin khuluqi".
4 Kalmat ALLAH ke yahan sabse zayda mehboob hain SUBHANALLAHI WAL HAMDULILLAHI WALA ILAHA ILLAHU WALLA HU AKBAR (Muslim)
Prophet (SAWS) said,"He who observed the 'Isha' prayer in congregation (jamaat), it was as if he prayed up to the midnight."
Prophet (PBUH) said:"Do not make your houses as graveyards.Satan runs away from the house in which Surah Baqara is recited.
[Muslim:4:17]
"The Prophet (SAW) forbade praying after the Fajr prayer till the sun rises and after the 'Asr prayer till the sun sets."
(Bukhari 1:10:555)
Ibn Umar (RA) reported that Allah's Messenger said that"the names dearest to Allah are Abdullah and Abdur-Rahman."
[Sahih Muslim 3:5315]
O People! it is true that you have certain rights with regard to your women but they also have rights over you.
- Prophet said it in Last Sermon.
Agar kissi ko Pait mai Dard (Stomach Ache) ho toh ye Dua Pani par Padke Pelen,
"La feeha ghaulun walahum anha yunzafoon".
Agar Kissi Se Gunah Hojaye Toh Founran Ye Dua Padhain:
Allahumma In-nee a-toobu ilayka minha la ar-ji-u ilayhaa abada."
Jo Aulaad Ki Niymath se Marhum Ho, Wo Allah Par Bharusa Rakte Hoe Kasrath Se Sura Sajdah (32) ki 7-9 Ayat Ko Padte Rahain." Inshallah Kamiyabi Hogi.
Huzur (SAW) ne Farmaya:
"Allah ki Razamandi Walid ki Razamandi me hai, Aur Allah ki Narazi Walid ki Narazi me hai".
>TIRMIZI
Recite Aayathul Qursi everytim after returning home,it keeps u away frm poverty. Recite Evryday at the time of going bed-1 angel will guard the person
"Ziyada maal ki hirs ne tumko gaflat mai rakha, yahan tak ke tum ne khabron ko dekh liya, ab iska anjaam tum dekhoge"
[Quran:1:1-3]
Prophet (SAW) said,"Verily Allah does not look to your faces& ur wealth but He looks to ur heart& to ur deeds"
(Sahih Muslim 32:6221)
Jab Banda dil mai neki ka irada karta hai toh iski neki likh li jati hai, agar burai ka irada kare tab tak nahi likhi jati jab tak is par amal na karle.
"Jo Chasht ki 2 rakat padne ka Aehtimam karta hai,Uske Gunah Maaf kar diye jate hain, Chahe wo Gunah Samandar ke Jhag ke barabar hon".
(IBN E MAJA)
Huzur (S.A.W) ne farmaya:
"Jaan kar SOOD ka 1 DIRHAM khana 36 Martaba Zina karne se Bhi ziyada Bura hai".
(MISHKAT)
"Jo Muslim Bistar par Ja kar Quraan ki Koi Bhi SOORAT Padh leta hai, To Allah Uski Hifazat k liye Ek Farishta Muqarrar kar deta hai".
(TIRMIZI)
Huzur (SAW) ne farmaya:
Kya mai tum ko Jannat ke khazane ka kalima bataun?
Abu Moosa (rz): Q nahi?
Huzur (SAW):
"LA HAWLA WA LA QUWWATA ILLA BILLAH"
Huzur (S.A.W) ne farmaya:"Jaan kar SOOD ka 1 DIRHAM khana 36 Martaba Zina karne se Bhi ziyada Bura hai".
(MISHKAT)
"JO SHAKHS APNI ZUBAN SE KOI HAQ BAAT KAHE, JIS PAR USKE BAD AMAL KIYA JATA RAHE, TO QIYAMAT TAK ALLAH USKA AJAR JARI RAKHEGA".
Dua for sucessful day (Read this every morning):-
"ALLAHU HAFEEZUN LATEEFUN QAADIMUN AZLLIUN HAYYUN QAYYOOMUN LAYANAAM"
Insaan Ki Halakat 3Baaton Me Hai
-Touba Ki Umeed Pe Gunah Karna
-Zindgi Ki Umeed Pe Touba Na Karna
-Touba Kiye Baghair Rehmat Ki umeed karna
"If You punish them, they are Your servants; and if You forgive them, You are the All-Glorious with irresistible might, the All-Wise." [5.118]
"Any charity you give, or a charitable pledge you fulfill, GOD is fully aware thereof. As for the wicked, they will have no helpers". [2:270]
DUA for Eye Sight:
"U-EEZU NOORA BASAREE BINOORILLAAHIILLAZ'EE LA YUT'FAA- U".
Dua when overcome by debt:"Allahummakfini bihalalika an haramika wa aghnini bifazlika amman siwak".
"Jo Shaks Juma Ke Din Sura Kahf Ki Tilawat Karega Uske Liye Ainda Juma Tak Ek Khas Noor Ki Roshni Rahegi"
"Sadqa gunahon ko is tarah khatam kar daita hai jis tarah pani aag ko buja daiti hai"
(TIRMIZI)
Whosoever recites Surah Hadid& Mujadila (57-58)in evry obligatory salat,Allah,if He wills,will not allow any detestable disease to afflict his/her body
Huzur (S.A.W) jab koi baat kehte the to 3 baar dohraate the taaki samajh li jaaye
-Bukhari
Dua to cure all diseases:
"ALLAAHUMMA ASHFINEE BISHIFAA- IKA WA DAAWINEE BIDAWAA-IKA WA A'AFINEE MIN BALAA-IKA-FA-INNEE A'BDUKA WABNU A'BDIKA"
Dua if one has fever:
"Bismillaahil kabeer. Aaozu billaahil 'azeemi min shar-ri kul-li 'irqin- na'-'aariu-waminshar-ri har-rin-naar"
The Prophet (SAW) said ,"There is no disease that Allah has created, except that He also has created its treatment."
(Bukhari)
"Treat them(ur parents)with humility,and say,My Lord! Have mercy on them,for they did care for me when I was little"
[Bani isra-il:24]
"Aur zahiri aur poshida har tarah ke Gunah karna chod do,Jo log Gunah karte hain wo anqarib apne kiye ki saza payenge"
"Huzur (SAW) ka 2 qabr par se gujar hua aap ne farmaya dono par azab ho raha hai 1 ko chugli ke liye 2 re ko peshab ki napaki ke liye"
"Jo Banda Har Din Allah Keliye Farz Namaz Ke Alawa 12 Rakaat Nafil Namaz Adaa Karega, Allah Iske Liye Jannath Mai Ek Ghar Banayega"
-Muslim
"Sadqa Gunahoon ko aaise hi mitadeta hai jaise paani aag ko bujha deta hai".
(Tirmizi)
"Jo Banda Har Din Allah Keliye Farz Namaz Ke Alawa 12 Rakaat Nafil Namaz Adaa Karega, Allah Iske Liye Jannath Mai Ek Ghar Banayega"
-Muslim
"HASAD Karnewala MAUT Se Pehle Mar Jata Hai KyuKe Wo BIMAAR Zindagi Bashar Karta Hai"
(Hzrt ABU BAKR)
"Huzur (SAW) :
Apne Iman ko Taza karte raho.
Sahaba: Hum apne Iman ko kaise Taza Karen?
Huzur (SAW):
"LA ILAH ILLA LLAH" ziyada padte raho"
"aur ye ke insaan ko wahi milta hai jiski wo koshish karta hai aur ye ke iski koshish dekhi jayegi' phir usko iska pura pura badla diya jayega"
Prophet (S.A.W) said,"The world is a prison unto the believers and a paradise for the unbelievers."
(Muslim)
"Do not swear by ur fathers,or by ur mothers,or by rivals to Allah;& swear by Allah only,& swear by Allah only wen u r speaking the truth"
(Abu Dawud)
"Jo Log Iman Laye Aur Naik Aamal Karte Rahe, Kususan Namaz Ki Pabandi Ki Aur Zakat Ada Ki Toh Inke Rab K Pas Inka Sawab Mehfuz Hai"
(Sura Baqara)
"Sadqath Ko Lazim Karlo Isliye Ke Sadqath Nekioun Ki Taraf Rehnumai Karti Hai Aur Nikiyan Jannath Ki Rah Par Lejati Hain"
[Bukhari]
"The man who keeps a fast in full faith, and for reward in the world hereafter, will be forgiven his past sins".
-Bukhari& Muslim
"Aur Jo Allah par Bharosa Rakhega To Allah uske liye Kafi Ho jayega, Allah to Apna kam jis ko Wo chahta hai Pura kar hi Deta hai".
AL.TALAQ
"Qayamat ke rooz mujhse sab se qarib woh hoga jo mujhpe sabse ziyada durood pardhta hai".
(Tirmizi)
"Ankhon mai agar roshni kam ho toh wazu karne ke baad aasman ki taraf dekh kar sura Al-Qadr (Sura 97) ek bar padliya karren."
"Prophet (W.A.S) Said,"who-so-ever recites Surah Ya'seen in the beginning of the day, all his needs will be fulfilled."
"Jo Isha jamat k saat pade, goya usne Aadi Raat Namaz me guzari, aur jo Fajar jamat k saat pade usne goya puri RAAT Namaz me guzari.
-MUSLIM
"Jo Isha jamat k saat pade, goya usne Aadi Raat Namaz me guzari, aur jo Fajar jamat k saat pade usne goya puri RAAT Namaz me guzari.
-MUSLIM
4 Chizen Rasoolon ki Sunnat hai:
-Haya Karna
-Khatna Karna
-Khushbu Lagana
-Nikah Karna
(Tirmizi)
"Aur Usse Bada Gumrah kon hai, jo Aise ko Pukare jo Qiyamat tak uska Jawab na de sake. Aur Wo to unki pukar se Gafil hain. (46:5)
"Jo Istigfar karta rehta hai, Wo Gunah par adne wala Shumar nahi hota, agar che Din me 70 martaba Gunah kare".
-ABU DAWOD
"Aur zahiri aur poshida har tarah ke Gunah karna Chod do,Jo log Gunah karte hain wo anqarib apne kiye ki saza payenge."
(Sura Al-Anaam:120)
"Ek Momin doosre momin ke liye us imaarat ki tarah hain jis ka ek hissa doosre ko mazboot karta hain"
(Bhukari& Muslim)
Weldone
ReplyDelete